Teri surat dil mein basaye bathe hai,
tu aaye ye aaaaaas lagaye bathe hai,
yun to mar hum bhi jaate magar,
tere hone ka ehsaas banaye bathe hai,,,,

Usne apne dil mein basaya hume,
usne apne saanso mein samaya hume,
ab rone se bhi kya fayada yaaaaaaaro
us hi ke gam ne rulaya hume???.

Doori sahi nahi jaati ab mujhse,
is kadar pyar kar bathe hai tujse,
dua mangu bhi to kaise milne ki,
mera to rab hi khafa hai mujse?.

Rotey hai teri yaad mein
iske siva hum kya karen
Kismat mein hona tha juda
tujhse gila hum kya karen
Kar ke duva manga tujhe
pa kar magar khoya tujhe
Mange khuda se aur kya
koi fariyad hum kya karein
Jab tak teri tasveer thi dil mein
pyara tha dil ka aaina
Jab tu hi nahi hai diruba
toh yeh aaina hum kya karei
Rotey hai teri yaad mein
iske siva hum kya karein

Apni Palko pe meri tasvir ko saja ke rakhna
Apne dil main meri shamma ko jala ke rakhna
Agar bujh jaye to ho jaye na andhere kahi
Isiliye meri amanat ko thoda bacha ke rakhna
Meri muhabbat ka na ho jaye pardafash kahi
Apni masum khatao ko thoda chhupa ke rakhna
Kho na jau dekhkar teri aankho ke hajaro sapne
Apni rangin nigaho ko thoda jhuka ke rakhna
Rah na jaye ham dono ke arman banki
Khuda ke samne apne daman ko faila ke rakhna
Agar mar bhi jaye ?Avinash? milne se pahle kahi
Apni musar rat bhari aankho ko na bhiga ke rakhna.

Unko kabhi koi dil na de, ye mita dete hain
Karke pyar ki guftugu fasa lete hain
Khub karte hain tanhai ka ilaj
Bechaini badhti hi rahti hai aisi dete hain
Ab to use dekhna bilkul pasand nahi
Pahle dil dete hain fir dil se bhula dete hain
Surat hai uski chandni ki tarah magar
Dil todkar dil main andhera kar dete hain
Dil na lagaye uss se koi kabhi
Pyar ka ikrar kar inkar kar dete hain
Ab kabhi uss se pyar na karna E ?Dost?
Aise log chalne se pahle hi gira dete hain.

Unn raston se hum guzarenge jahan tumhari parchaii milley..
Par bhool se bhi tumhe aavaaz na denge..!
Tumhara zikra bhi aye toh hum khamosh rahenge..
Taki kissi mehfil mein tumhe rusva na kardein..!!

Deewar Wo Dar Se
Sar Takrayi Saari Raat
Unse Shikwa Kaise Jinki
Yaad Ne Bitha Ke Pehlo Me
Saari Raat Aankhoun Me Kaati
Dard Naa Bataya Saari Raat
Unse Shikwa Kis Munh Se
Ho Jinke Hai Ehsaan Bohut
Jinki Narm Yaad Ne Dukhta
Dil Sehlaya Saari Raat
Roote Roote Seene Par Sar

Hum ne kisi ki yaad main rona hi chor diya
Apni Zindagi ko talaash karna hi chor diya
Kya fark padta hai kisiko humne jinna hi chhod diya

Tere naam se jo tadap jaye,woh insaan hoon me
teri yaadon se bohut preshaan hoon me
aaker dekhle phir uss nigaah se ek baar
tune chaha tha jise,wohi ibadat hoon me